Lyrics: Bedardi Baalma Tujhko Mera Mann
Artist: Lata Mangeshkar
Album: N/A
Song: Bedardi Baalma Tujhko Mera Mann
Released: 0000
Rating:
no reliable rating yet...Please log in to rate this song.
Bedardi Baalma Tujhko Mera Mann lyrics
bedardi baalama tujhko mera mann yaad karta hai
barasta hai jo aankhon se vo saavan yaad karata hai
kabhi ham saath guzare jin sajeeli rehguzaaron se
fiza ke bhes mein girte hain ab patte chanaaron se
ye raahen yaad karti hain ye gulshan yaad karta hai
koi jhonka hava ka jab mera aanchal udaata hai
gumaan hota hai jaise tu mera daaman hilaata hai
kabhi chooma tha jo toone vo daaman yaad karta hai
vo hi hain jheel ke mandar vo hi kirnon ki barsaatein
jahaan ham tum kiya karte the paharon pyaar ki baatein
tujhe is jheel ka kaamosh darpan yaad karata hai

Sponsored Links
Popularity Bedardi Baalma Tujhko Mera Mann
Jun
2023
2023
Jul
2023
2023
Aug
2023
2023
Sep
2023
2023
Oct
2023
2023
Nov
2023
2023
Dec
2023
2023
Jan
2024
2024
Feb
2024
2024
Mar
2024
2024
Apr
2024
2024
May
2024
2024
Review this song:
Reviews Bedardi Baalma Tujhko Mer...
No reviews yet! Be the first to make a contribution! |