Lyrics: Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar
Artist: Lata Mangeshkar
Album: N/A
Song: Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar
Released: 0000
Rating:
no reliable rating yet...Please log in to rate this song.
Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar lyrics
(aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar)-2
raah takate thak gayaa hai intazaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
is qadar bechain hai duniya meri
dil ki har dhadkan mein hai aahai teri
aarazuein ho rahi hain beqaraar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
(dil sadaayein de raha hai tu kahaan)-2
muntazir hain chaand taare aasamaan
ye havaaein ye fizaayein ye bahaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
aas tere vo hasin raatein gayi
pyar ki rangin mulaaqaatein gayi
rah gaya hai dard dil ki yaadgaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
raah takate thak gayaa hai intazaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
is qadar bechain hai duniya meri
dil ki har dhadkan mein hai aahai teri
aarazuein ho rahi hain beqaraar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
(dil sadaayein de raha hai tu kahaan)-2
muntazir hain chaand taare aasamaan
ye havaaein ye fizaayein ye bahaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
aas tere vo hasin raatein gayi
pyar ki rangin mulaaqaatein gayi
rah gaya hai dard dil ki yaadgaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
Sponsored Links
Popularity Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar
Jun
2023
2023
Jul
2023
2023
Aug
2023
2023
Sep
2023
2023
Oct
2023
2023
Nov
2023
2023
Dec
2023
2023
Jan
2024
2024
Feb
2024
2024
Mar
2024
2024
Apr
2024
2024
May
2024
2024
Review this song:
Reviews Aa Ke Ab Aata Nahin Dil K...
No reviews yet! Be the first to make a contribution! |