login / register
Login
Register
More options →

Lyrics: Aankhon Mein Teri

No cover
Artist K.K.
Song Aankhon Mein Teri
Released 2007
Rating 51.6 / 100
Log in to rate this song.
Aankhon Mein Teri — lyrics

Aankhon mein teri…
Ajab si, ajab si, adaayein hain
Ho…
ankhon mein teri…
ajab si, ajab si, adaayein hain
Dil ko bana dein jo patang
Saansein ye teri vo hawaayein hain

Aankhon mein teri…
Ajab si, ajab si, adaayein hain
Ho…
ankhon mein teri…
ajab si, ajab si, adaayein hain
Dil ko bana dein jo patang
Saansein ye teri vo hawaayein hain

Aayi aisi raat hai jo
Bohat khush-naseeb hai
Chaahe jisse door se duniya
Vo mere kareeb hai
Kitna kuch kehna hai
Fir bhi hai dil mein sawaal kaheen
Sapnon mein jo roz kaha hai
wo phir se kahun Ya nahee

Aankhon mein teri
Ajab si, ajab si, adaayein hain
Ho…
ankhon mein teri
ajab si, ajab si, adaayein hain
Dil ko bana dein jo patang
Saansein ye teri vo hawaayein hain

Tere saath saath aisa
Koi noor aaya hai
Chaand teri raushni ka
Halka sa ik sayaa hai
Teri nazron ne dil ka kiya jo hasharr
Asarr ye hua
Ab inmein hi doobke ho jaaun paar
Yehi hai dua

Aankhon mein teri
Ajab si, ajab si, adaayein hain
Ho…
ankhon mein teri
ajab si, ajab si, adaayein hain
Dil ko bana dein jo patang
Saansein ye teri vo hawaayein hain

Sponsored Links

Tags on Aankhon Mein Teri

Popularity Aankhon Mein Teri

Nov 2025Nov2025Dec 2025DecJan 2026Jan2026Feb 2026FebMar 2026MarApr 2026AprMay 2026MayJun 2026JunJul 2026JulAug 2026AugSep 2026SepOct 2026 (so far)Oct
current month (so far)

Review this song

Spam check: =

Reviews Aankhon Mein Teri

1 review for Aankhon Mein Teri:
user
Roja 4th Mar 2011, 4:28h
very peaceful song..i love this...
Moron.nl Guide

Still haven't found what you're looking for?