Lyrics: Hum Kis Galin Ja Rahein Hain
Hum Kis Galin Ja Rahein Hain — lyrics
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 2
armaano ki anjuman mein besud hain apani lagan mein
apana koyi fasaana nahin - 2
ye yi ye yi ye yi ye...o o o o o o o... - 2
(ek ajnabi sa chehara, rehata hain meri nazar mein
ek dard aa ke thehara din raat darde jigar mein) - 2
jaagi hain kaisi talab si, ye aarajoo hain ajab si
lekin kisiko bataana nahin - 2
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 2
(betaabiyaan hain pal pal chayaa ye kaisa nasha hai
khaamoshiyon mein sada hosh bhi gumshuda hai) - 2
dar dar ka ghumata hai, masti mein kyon jhumata hai
deewaane dil ne jaana nahin - 2
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 4
Sponsored Links
Tags on Hum Kis Galin Ja Rahein Hain
Popularity Hum Kis Galin Ja Rahein Hain
current month (so far)
Review this song
Reviews Hum Kis Galin Ja Rahein H...
No reviews yet — be the first!




