Lyrics: Gulabi Aankhein
Gulabi Aankhein — lyrics
La la la la
La la la la la la la la la - 3
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya
Dil mein mere khwaab tere
Bas tere jaise ho deewaar pe
Tujhpe fida main kyoon hua
Aata hai gussa mujhe pyaar pe
Main lut gaya maanke dil ka kaha
Main kahin tha na raha
Kya kahoon main dilruba
Pura yeh jaadu teri aankhon ka
Yeh mera kaatil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Maine sada chaaha yehi
Daaman bacha loon haseenon se main
Teri kasam khwaabon mein bhi
Bachta fida naazneenon se main
Tauba magar mil gayi tujhse nazar
Mil gaya dard-e-jigar
Sun zara o bekhabar
Zara sa haske jo dekha tune
Main tera bismil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya
Sponsored Links
Tags on Gulabi Aankhein
Popularity Gulabi Aankhein
current month (so far)
Review this song
Reviews Gulabi Aankhein
Showing 20 of 99 reviews for Gulabi Aankhein:




