login / register
Login
Register
More options →

Lyrics: Kuch Kuch Hota Hai

No cover
Song Kuch Kuch Hota Hai
Released 1998
Rating 76.1 / 100
Log in to rate this song.
Kuch Kuch Hota Hai — lyrics

--female--
Aah, aah aah aah

--male--
Tum paas aaye, yun muskuraaye - 2
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai - 2

--female--
Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai - 2

--male--
Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahin hai kya pyaas hai

--female--
Kya nasha is pyaar ka
Mujhpe sanam chhaane laga

--male--
Koi na jaane kyoon chain khota hai
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai

--female--
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai
Hey, eh

--male--
Mmm, mmm

--female--
Aa aa aa aa, aa

--both--
Aa aa aa aa

--female--
Kya rang laayi meri dua
Yeh ishq jaane kaise hua
Bechainiyon mein chain
Na jaane kyoon aane laga

--male--
Tanhaai mein dil yaadein sanjota hai
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai

--female--
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai

--male--
Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye

--female--
Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye

--male--
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai

--female--
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai
Thanks to asif for these lyrics!

Sponsored Links

Tags on Kuch Kuch Hota Hai

Popularity Kuch Kuch Hota Hai

Sep 2025Sep2025Oct 2025OctNov 2025NovDec 2025DecJan 2026Jan2026Feb 2026FebMar 2026MarApr 2026AprMay 2026MayJun 2026JunJul 2026JulAug 2026 (so far)Aug
current month (so far)

Review this song

Spam check: =

Reviews Kuch Kuch Hota Hai

1 review for Kuch Kuch Hota Hai:
user
DHANNYA ANN 20th Dec 2012, 12:48h
MY FAVOURITE SONG EVER
Moron.nl Guide

Still haven't found what you're looking for?